Type Here to Get Search Results !

Dargha Zinda Shah Madar makanpur

Hindustan k Pahele Sufi buzurg Aur awwal daayie islam Hazrat Syed Badiuddin ahamad QutbulMadar Zinda Shah Madar Halabi o shami :

Silsilay madariya k femus titele

Hazrat Syed Badiuddin,
     Ahamad
 qutbulmadar Zinda shah madar Madare aalam

K Silsilye ka (Nara)
Dam Madar Beda Paar
Hai" Jo Pure Bharat Warsh me Mashoor Hai
Is Silsilye ki Khaas pachaan
ye nara bhi Hai
Jab Ahel Tariqat Yaani Ahele
Silsila aapas me mulaqqat Karte Hain,To
Har do Janib se Baa Aawaze Buland nara lagta Hai
Haq Allah Mohammad Madar"
Dam Peer Zinda Shah Madar "
Aankho Roshni Dil ko qarar aao mere mithe Madar"

Aur Dosra nara Fuqraay Madariya me'ye bhi Lagta hai
Taza Rahe Hamesha Lashkar Madar ka""
Jalwa Hai Khaak Saaron me Parwar digaar Ka""
Qaadir ki Bandagi Me Kamar Basta Rahe Madaam"
Sattar Paak Naam Hai
Us kirdagaar Ka"

Ahele Tabqaat Yaani Madari SilSila k Fuqraa wa Malang
Is (Rubaai) Ko
Madar k Mahine me Yaani Urse Madar ki, 16/17 /Date /
Ko
Jamdiul Awwal ko Rasme Sajjada Nasheeni K Waqt Lagate Hai
Femus Title..
zinda Shah madar
Madarul alameen
madare jahaan
qutbe madar
Qutbe wahdat
Madare do aalam
baba madar shah
bhole madar
Shah madar

Post a Comment

0 Comments
* Please Don't Spam Here. All the Comments are Reviewed by Admin.